শনিবার, ২০ ফেব্রুয়ারি, ২০১৬

hindi peom love peom sad love

Muddat Hui Hai Yar Ko Mehmaan Kiye Hue Dil Zid Pe Arh Gaya Wohi Armaan Liye Hue Dil Mera Shikasta Hai Teri Baaton Se Phir Se Is Raaz Ko Kehna Hai Yehi Raaz Liye Hue Manind Bahar Hum Ne Guzara Hai Tera Sath Ab Kaanton Pe Chalna Hai Wohi Gulzar Liye Hue Us Lamha Qayamat Si Guzar Jati Hai Dil Pe Us Raah Pe Thehrun Jab Wohi Maat Liye Hue Sajdon Se Na Aahon Se Na Koshish Se Tu Hasil Phir Tujh Ko Manana Hai Teri Baat Liye Hue Jeeny Ki Wajah De Ya Marny Ka Bahana De Is Aas Main Thehra Hun Yehi Aas Liye Hue Anjum Ki Ye Fitrat Hai Kabhi Haar Na Many Phir Fatah Ko Paana Hai Wohi Maat Liye Hue... Jab Koi Geet Sunaata Hai.. Ek Shakhs Bahut Yaad Aata Hai Dil Patthar Ka Ho Jata Hai... Ek Shakhs Bahut Yaad Aata Hai .. ....

কোন মন্তব্য নেই:

একটি মন্তব্য পোস্ট করুন